
Aamil ka wajibat or sharayat mana likh deya ha apna blog free Aamil school or Amliyate najoom main abb doran amal jinn bato ka khail rakh na ha wo bata raha ho
1 jab amal hamzad karna beta to was wasa shaitani ko dil main jaga na den or khail bure ko demag se nikal den is tasawar ka sath amal kareen k goya app bohat jald kamyab ho ga inshallah
2 amal se kam az kam ake hafta pehla orate se mail milap band karte yani sex wegara band karden
3 perhaz kareen jo tarak jalali wa jamali ha jo mana apna blog free aamil school main likha howa ha
4 tamam lawazmat ko ikhata karleen amal karna se pehla taka amal karte howa dekat na ho
5 amal ka doran apna sir main rogan kado ya rogan chambali ki sir main malish kareen
6 amal ki ijazat kisi kamil shaks se lena zaroore ha
7 waquat jaga mokarar ho zameen hamwar ho , bazz amal jin main sirf zehni kowat se kam lena hota ha or in main se yeah zaroore nahi ha k app 2 ghanta sohe . belka apni neend ko pora kareen taka amal k doran neend na ahe
8 jis makan main app amal kar rahe ha us ghar main ake alag room karleen , us room main kohi shor sharaba nahi hona chaheya , sakone ho , kohi nach gana nahi hona chaheya , wahe namaz pareen or ibadat kareen or wahe amal kareen us room main kohi tasveer , ya computer , tv nahi hona chaheya
9 sab se important cheez yeah ha k doran amal bohat se shak dil main peda ho ga . wo shak hamzad peda karta ha , for example kahe ga k tumain falana kam ahsa karna chaheya tha . kabe kuch dil main shak dala ga to kabe kuch dil main or yeah roz ba roz barta jahe ga apko u maloom hoga jesa ka apka amal kam nahi kar raha or apki mehnat barbad ja rahe ha . to app foron samajh lay ka hamzad yeah sab bateen dal raha ha or app apni soch ko ulta karden ka app kamyab ho rahe ha q k hamzad chata ha k app hamzad ko kabo karna main nakamyab ho jahe
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com