Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Wednesday, December 15, 2010

sharayat hamzad ka amal


As salamu allaiqum
Aamil ka wajibat or sharayat mana likh deya ha apna blog free Aamil school or Amliyate najoom main abb doran amal jinn bato ka khail rakh na ha wo bata raha ho
1 jab amal hamzad karna beta to was wasa shaitani ko dil main jaga na den or khail bure ko demag se nikal den is tasawar ka sath amal kareen k goya app bohat jald kamyab ho ga inshallah
2 amal se kam az kam ake hafta pehla orate se mail milap band karte yani sex wegara band karden
3 perhaz kareen jo tarak jalali wa jamali ha jo mana apna blog free aamil school main likha howa ha
4 tamam lawazmat ko ikhata karleen amal karna se pehla taka amal karte howa dekat na ho
5 amal ka doran apna sir main rogan kado ya rogan chambali ki sir main malish kareen
6 amal ki ijazat kisi kamil shaks se lena zaroore ha
7 waquat jaga mokarar ho zameen hamwar ho , bazz amal jin main sirf zehni kowat se kam lena hota ha or in main se yeah zaroore nahi ha k app 2 ghanta sohe . belka apni neend ko pora kareen taka amal k doran neend na ahe
8 jis makan main app amal kar rahe ha us ghar main ake alag room karleen , us room main kohi shor sharaba nahi hona chaheya , sakone ho , kohi nach gana nahi hona chaheya , wahe namaz pareen or ibadat kareen or wahe amal kareen us room main kohi tasveer , ya computer , tv nahi hona chaheya
9 sab se important cheez yeah ha k doran amal bohat se shak dil main peda ho ga . wo shak hamzad peda karta ha , for example kahe ga k tumain falana kam ahsa karna chaheya tha . kabe kuch dil main shak dala ga to kabe kuch dil main or yeah roz ba roz barta jahe ga apko u maloom hoga jesa ka apka amal kam nahi kar raha or apki mehnat barbad ja rahe ha . to app foron samajh lay ka hamzad yeah sab bateen dal raha ha or app apni soch ko ulta karden ka app kamyab ho rahe ha q k hamzad chata ha k app hamzad ko kabo karna main nakamyab ho jahe



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com






23 comments:

jraaj said...

if you pleSE provide chahal kaaf and its importance and audio vertion mp3 of it
with thanks
jawaid iqbal
india

Anonymous said...

Chahal Kaaf is available in most of the islamic books. JazakaAllah

Babar riaz said...

Tel mé about hamzad amal tak

Unknown said...

yes same 2 u,tell about this.

Anonymous said...

assalamu alaikum maulana aap mujhe ye ilm denge plz aap mere ustad bano na plz mera naam shakeer hai mai hamzad ka amal karna cahta hu maloom hai isme jaan b ja sakti hai.plz maulana madat karo mere mere amal karne ki do wajah hai.aapke jawab ka intezar karraha hu maulana ......
Assalamu alaikum

irfan said...

Aoa amel sab point 9 may ap ney mery mushkil hal kar di ha k hamzad ap k dil may shakh peda karta ha

Anonymous said...

mai ilm e hamzad karna chahta hu mujhe ilm e humzad krne ki ijazat dijiye.. mera n. hai 8221044599
or email id madaansworld90@gmail.com

Anonymous said...

Asalam U Alaikum Hazrat Maine Aap Ka Ilm E Hamzad Blog Pada Mai Wo Amal Aapke Ijazat Se Karna Chata Hu Plz Mere Us Audio Wale Amal Ke Baare Mai Kuch Sawaal Hai Jawaab Arz Karde Pehla Is Amal Ke Liye Hisar Ke Zaroorat Hai Wo Batade Ki Kounsa Hisar Kare Aur Kaise Doosra Ki Iske Kya Parhez,Hidayat Aur Naqoot Hai Teersra Iska Koi Nuqsaan Ya Khatra To Nahi Chotha Is Amal Se Tabah Huva Hamzad Kya Sirf Baat Karsakta Hai Ya Aur Kuch Bhi Agar Aur Kuch Karsakta Hai Wo Batade Kya Paanchva Iske Liye Bakhoor Ka Istimal Karna Hai Agar Karna Hai To Wo Bakhoor Kya Hai Use Kya Karna Aur Kaise Istimaal Karna Hai.

Anonymous said...

Assalamuwalekum, main bakhtensar apke ruhani amliyaat mein sey
amal e hamzad mp3 2 ghante amal kiya jo k puraa nahy hua 40 din amal
15 min mein mobile band karke utt gaya..

abb taklif yeh hain k main akeley mein khud sey bathein shuru hoo jaty
hain.joo mery hyn awaj rehty hain.aisaa ahesas hotan hain kii yeh apke
photo mein dekhaya hua waisa hyn hain joo gussey mein rehta hain.mujhe
pata chala k yeh hamzad k asraat hotey hain.ASRAAT KHATM KARNEIN KA
AMAL BHEIJ DEIJIYE

HUM APKO DUA MEIN YAAD RAKHENGE..APPK REPLY KA INTEZAR HAIN....

Naveed said...

Asslam u alikum ....

may hamzad k amal k liye is hisar ka tareeka jannana chata hun

kia may apka name jan sakta hun k apko apk name say yad karun

Jazakallah ...

Anonymous said...

amil sahab apse kch madad chahta hun is dafa mjhe apki madad
apke amal jo mp3 mai hamzad ke lyn hai uske muttalik hai.
amil sahab mere kch sawalat hain us amal ke lyn apki bht meharbani
hogi agar ap unke jawab de dn sbse pehle to mjhe us amal ko krne ki
ijazat chaiye.
1) kya is amal mai kisi tarah ka koi khatra hai
2) is amal ke lyn ke lyn kya hisaar lagana hai
3)is amal ko rokna kab hai yni je kaise pata chalega ke amal mukkamal ho gya hai
4)amal ke dauran kya hamzad se kalaam krna hai ya uske kalaam ka jawab dna hai
5) jab hamzad kalaam krega to awaz bahar se aygi ya andar se ayegi aur
us ka jawab zabani dna hai ya androoni dna hai
6)agar hamzad roohani nhi shaitani hai to kya kra jaye agar amal beech
mai chodh dn to kya nuksaan hoga
amil sahab apka bht shukurguzar honga ap jawab dn agar allah apko
hamesha khush rkhe

Anonymous said...

Masha Allah aap ka blog dekha bahut rohani ilm wale hain aap Allah ke Mubarak banday hain aap janab hum jahan rahete hain wahan makan malik ne kaha ki ghar mein pak jinnat hain kya main wahan amal Hamzad kar sakta hoon janab jazak Allah

Anonymous said...

sir mai amaly Hamzaad kerna chahta hn uss silsily may contect kerna chah raha tha lakin uss sy pehly mai dill ke mazbooti k liye perhai kerna chah raha tha ta k amak ke sakhti berdsht ker sakoon.

zaidi said...

Bhai hamzaad ka jo amal.muje karna hai amal mai kamyabi pakki hai na or koi nuksaan to nahi hai

Anonymous said...

ASLAMOALYKUM
Sir, umeed hai ap kheryt sy ho gy. Ap both acha kam ker ray hn. Allah pk ap ko umery khzeeri dey . S ho
Sir.mujy ap sy ijazt chaheyh thi. Hamzad k amal ki .mujy 20 sala sy shok hai many Apny dada Jan ki books ma phar tha or shok bharta gyh lakin abi tak mera sath kisi ny nahe dyh Plz ap he meri help ker dy is masly may Please. Sir help me.

Unknown said...

amil ji m apsa ya puchna chata hu ki hamzad sadhna m apna name ka aga ya lgaker 3125 bar padna h to isa kasa pda jaya kya m is apna name lga ker asa pad skta hu jasa ya sonu 1,ya sonu 2,ya sonu 3 asa pad skta hu 3125 bat please mujh btaya ki ya kasa pada jaya

Anonymous said...

asalam alaikum amil sahab main ye amal karna chahata ho ap mujhe plz is ke ijazat den

mehwish said...

aoa.
mera naam mehwish ha or ma ap ka bataya hua amel hamzad ko control krny ka krna chahti hn.plz ap mujy batayein k ye kiss waqt krna ha.iss ka koi specific time ha.or koi khass hadayatein jo iss amal ko krty waqt yad rkhni chachye.or mj sy recording download ni ho rhi .plz ap mjy send kr skty ha.plzzzzzzzzzz reply me fast.
thanxx

Anonymous said...

asalamu alikum ww
bhai mein ny aap k bohat se blog parhy hein. mein apny hamzad ko kabooo kerna chahta hoon. os k liye mujhy kya kerna chaiye????
.
regards

Anonymous said...

Sir mai CA ka student hu or Maine aapka hamzaad Wala blog padha tha.. Mai jaanna chahta hu ki aapne Jo hamzaad ko ghulam banane k lite likha hai...kya aisa karne se meri personal life me ouch effect aaega..kya mujhe meri padhai me pareshaani hogi...or WO hamzaad kya mujhe pareshan bhi kar Sakta...kyuki mai sab cheez normal chahta hu..lekin kuch logo ne mujhsw kha hai ki agar y kaam kroge to parhezgaaro ki tarah jeena hoga or padhai bhi nhi hogi...to please mjhe btaye ki kya kya dikkat aa sakti hai meri personal life me????

shaheen said...

Asalam alaicum bhai main janna chahati hoo ki mera husband play boy hai kay nahin aur uskay ab tak kitnay ladkiyon kay saath affairs thay aur kitnay ladkiyon kay saath affairs hai

shaheen said...

Agar aisa sachmooch hai toh mai uskay saath aagay continue nahin karna chati hoon main kya karoo

Unknown said...

Assalam o alaikum
Maulana sahab main ne hamzad ka amal kia hai ek amil ki nigrani main allah pak ne mujhe 9 din main hamzad ke amal main kamyabi mili lekin us amil ne dhoka dia or mera hamzad us amil ke qabze mai hai us amil se hamzad wapis kese lia jai plz aap ke jawab ka intezar rahe ga jazakallah

Popular Posts