
hamzad kahe kisam ka kam kar sakta ha . yeah depend karta ha hamzad ki taquat per k wo kitna taquatver ha . kuch hamzad hota ha unka sirf nafz per control hota ha . kuch bakaheda cheezo ko otana ki taquat rakhte ha . kuch sirf kalam karte ha yani baat chit or door door ki khabreen la kar deta ha , islami tareka se tabah hamzad zada taquatver hota ha . main phir be bata deta ho ka hamzad kya kya kar sakta ha
1 do logo main doste kar wa sakta ha or larahe be
2 jaha jaha app hamzad ko bejha gay uder uder se apko report la kar den ga k waha kya kya ho raha ha
3 agar hamzad taquatver ha to gharo main se cheeze be le kar ah sakta ha yani phisically kam be kar sakta ha
4 yeah kisi ko bemar be kar sakta ha or pareshan be
5 yeah karobar bara sakta ha logo ko pakar pakar k le kar ata ha buiness point per
6 mehbob ko tabah kar sakta ha
7 agar hamzad taquatver ha or shakel ikhtayaar karna ki us main taquat ha to wo jis ka hamzad ha uski shakel main kisi se be mil k ah sakta ha
8 agar kohi bemar ha to marz ka pata laga kar bata denga ya agar kisi per jadu kiya ha to wo be bata den ga
9 agar kohi cheez ghum ho gahe ha to wo be pata kar k bata den ga ya kohi insan gayab ho gaya ha to wo be bata den ga
10 agar hamzad ka tasaver taquatver ha or app chahe ka fala ka ghar main deak loon k kya ho raha ha ya fala shaks kya kar raha ha to apka hamzad apko wahe se beta beta sab kuch deakha de ga ka fala fala kya kar raha ha or fala fala k ghar main is waquat kya ho raha ha
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com