
ahsa tu jis Aamil ka jo be amal ha wo wesa he karta ha. jis Aamil ny apna jis be amal main maharat hasil ki ho hamzad ko kabo karna main us k apna alag tareka ho ga laken main kuch khas or mashoor tareka likh deta ho. jo hamzad ka amal hota ha
1 ahteshe amal
hamzad ka amal chirag jala kar kamar ka picha rakha jata ha. or amal kiya jata ha ya phir suraj ki taraf deak kar kiya jata ha ya phir niga rakh kar chirag wegara ya sandal ki lakre ya koheloon per niga rakh kar kiya jata ha barhall ahteshe hamzad ka amal main agg ko nomaya khososeyat de jate ha .
2bade hamzad
bade hamzad ka amal main hawa main nazar jama kar parte ha , ya dhoop main sahe per niga jama kar ya kisi daraket ya pahare wegara per beth kar jaha khuli hawa ah rahe ho . ya ulta latak kar . ya wo amal jinn main sahe per nazar jama ny k baad asman per deak na hota ha or asman se sahe ko nicha otarna hota ha
3 abi hamzad
abi hamzad ka amal main pani main beth ka amal karte ha ya kare ho kar sahe per niga jama kar karte ha . ya jahz ya kashte main amal karte ha jo pani ka under chal raha ho ya itna din pani main he gozar ny ha amal ka doran
4 khaki hamzad
khaki hamzad ka amal main beth k undera main amal parte ha . ya lait kar amal karte ha . mati per sahe per nazar jama kar amal karte ha . ya mati ki tasbe or golay bana kar amal karte ha
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com